Skip to main content

Nadiya Ke Paar (1982) song lyrics - Gunja Re

Gunja Re Lyrics from Nadiya Ke Paar (1982)


Song: Gunja Re
Movie: Nadiya Ke Paar (1982)
Singer(s): Hemlata, Suresh Wadkar
Music By: Ravindra Jain

Nadiya ke paar

 Gunja re
 Gunja re chandan chandan chandan
 Hum dono mein dono kho gaye, dekho ek dusare ke ho gaye
 Raam jaane woh ghadi kab aayegi, jab hoga hamaara gatbandhan
 Gunja re e e e chandan chandan chandan
 
 Ooo (sona nadi ke paani hilor maare ho...
 Preet manwa mein hamare jor maare ho...) - (2)
 Hai aisan kaisan ho gaya re raam jaane
 Hey raam jaane woh ghadi kab aayegi
 Jab hoga hamaar gatbandhan
 Gunja re e e e chandan chandan chandan
 
 (Tere sapano mein dubi rahi aankhein
 Teri khushbu se mehak rahi saansein) - (2)
 Rang tere paanv ka lagake mere paanv mein
 Kahe din katenge rangon ki chhaanv mein
 O o o (budhe bargad ki maati ko sis dhari le ho o...
 Dipa satti ko sausau parnaam kar le ho o o....) - (2)
 O degi aasis toh juldi bhi aayegi raam jaane
 Raam jaane woh ghadi kab aayegi, jab hoga hamaara gatbandhan
 Gunja re e e e chandan re
 Gunja chandan gunja chandan
 Hum dono mein dono kho gaye, dekho ek dusare ke ho gaye
 Raam jaane woh ghadi kab aayegi, jab hoga hamaara gatbandhan
 Gunja re e e e chandan re e e e e
 Gunja chandan gunja chandan

Comments

Popular posts from this blog

Nadiya Ke Paar (1982) song lyrics - Kaun Disa Mein

Kaun Disa Mein lyrics from Nadiya Ke Paar (1982) Song: Kaun Disa Mein Leke Chala Re Batuhiya Movie: Nadiya Ke Paar (1982) Singer(s): Hemlata, Jaspal Singh Music By: Ravindra Jain कौन दिसा में लेके चला रे बटुहिया कौन दिसा में लेके चला रे बटुहिया कौन दिसा में लेके चला रे बटुहिया ऐ ठहर ठहर, ये सुहानी सी डगर ज़रा देखन दे, देखन दे मन भरमाये नयना बाँधे ये डगरिया मन भरमाये नयना बाँधे ये डगरिया कहीं गए जो ठहर, दिन जायेगा गुज़र गाडी हाँकन दे, हाँकन दे कौन दिसा में लेके चला रे बटुहिया कौन दिसा में पहली बार हम निकले हैं घर से, किसी अंजाने के संग हो अनजाने से पहचान बढ़ेगी तो महक उठेगा तोरा अंग हो महक से तू कहीं बहक न जाना महक से तू कहीं बहक न जाना न करना मोहे तंग हो, तंग करने का तोसे नाता है गुज़रिया तंग करने का तोसे नाता है गुज़रिया हे, ठहर ठहर, ये सुहानी सी डगर ज़रा देखन दे, देखन दे कौन दिसा में लेके चला रे बटुहिया कौन दिसा में हो हो औ हो हो औ हो हो हो औ औ हो हो औ हो हो हो कितनी दूर अभी कितनी दूर है, ऐ चंदन तोरा गाँव हो कितना अपना लगने लगे जब कोई बुलाये लेके नाम हो नाम न लेतो क्या कहके बुलायें नाम न ल...

Nadiya Ke Paar (1982) song lyrics - Sanchi Kahe Tore Aavan Se Hamre

Sanchi Kahe Tore Aavan Se Hamre Movie: Nadiya Ke Paar (1982) Song: Sanchi Kahe Tore Aavan Se Hamre Singer(s): Jaspal Singh Music By: Ravindra Jain Sanchi kahe tore aavan se hamre, angana me aayee bahar bhojee  Laxmi kee surat, mamta kee murat, lakhon me ek hamar bhojee  Sanchi kahe tore aavan se hamre, angana me aayee bahar bhojee...    Tulsi kee seva, chandarma kee puja, kajri cheta anganva me gunja  Abb hamne jana kee phguwa siva bhee, hote hain kitne tyohar bhojee  Sanchi kahe tore aavan se hamre, angana me aayee bahar bhojee...    Yeh ghar tha bhootan ka dera, jab se bhaya tumhara pag phera  Duneeya badal gayee halat sambhal gayee, ann dhan ke lage bhandar bhojee  Sanchi kahe tore aavan se hamre, angana me aayee bahar bhojee...    Bachpan se ham kaka keh keh ke hare, koi hume bhee toh kaka pukare  Dede bhatija phulwa sarikha -2, manenge ham upkar bhojee, ay bhojee  Saanchee kahe tore aavan se hamre, angana me aaye...